Zarqa jee, salaam.
:Mustafa Zaidi: saaHib kee nazm paRhee. aazaad taba' kee yeh nazm toolaanee zaroor hai lekin asar se KHaalee naheeN. nazm mujhe pasand aa`ee.
kaheeN kaheeN kitaabat kee GHalatee ke sabab thoRaa saa GHaur se paRhnaa paRaa

. magar aisee nazm ko bazm meiN likhnaa bhee ko`ee aasaan kaam nah thaa, jo aap kar guzreeN.
is pur_asar nazm ko anjuman meiN 'inaayat karne par meraa shukriyah qubool keejiye.
muKHlis
Aamir Abbas